Showing posts with label MAA KO SAMARPIT. Show all posts
Showing posts with label MAA KO SAMARPIT. Show all posts

Saturday, 17 September 2016

CHALNA TUMNE SIKHAYA PADHNA TUNE SIKHAYA

Chalna Tumne Sikhaya.. Padhna Tumne Sikhaya..
Aur To Aur 'MAA' Zindagi Ko Hanste Huye Jeena Tumne Hi Sikhaya ....



Par ...

Mehra....

Ek Tu Badnaseeb Nikla Jo Kabhi Shukriya Kehne Ke Liye Jara Sa Bhi Samay Na Nikaal Paaya...

Shukriya MAA..

SEH KAR HAR KASHT MAA


Seh Kar Har Kasht 'MAA' Bhul Jati Hai....


MEHRA...


Isliye Hi Shaayad Kudrat bhi Usi 'MAA' Ke Bachche Ko Qamyaab Banati Hai...